SEARCH RESULTS
Showing search results for "مفقود"
Nazm MATCHES FOR "مفقود"
Nazm
sawan ke mahine
baarish thii lagaataar to yuu.n gard thii mafquud
jis tarah mai-e-naab se dhul jaate hai.n siine
Josh Malihabadi
Nazm
musalman aur hindostan
aaraam hai mafquud sukuu.n paas nahii.n hai
ab jaise ki jiine kii ko.ii aas nahii.n hai
Hindi gorakhpurii
Nazm
KHuda se
insaa.n kaa KHuun pii kar insaan pal rahe hai.n
mafquud KHurramii hai har bazm maatamii hai
Qaisar Amravatwi
Nazm
afkar pareshan
tahziib-e-nau ne dekhiye kyaa gul khilaa.e hai.n
mafquud hai KHuluus muravvat nahii.n rahii
Ameer Chand Bahar
Nazm
ishwar pararthna
shaukat-e-jaah-o-hasham hai manzil-e-maqsuud hai
apne bando.n kii haqiiqat tujh se kab mafquud hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
aa ja
duniyaa-e-dil ke maalik haa.n be-hijaab aa jaa
mafquud ho ga.ii hai qalb-o-jigar kii raahat
Sahba lakhnavi
Nazm
KHabar mafqud hai lekin
KHabar mafquud hai lekin
lahuu me.n bhaagtii KHvaahish umiido.n ke hare saahil pe hairaa.n hai
Farrukh Yar
Nazm
subh ka saman
aur subuuhii se bharaa yuu.n mehr kaa paimaana hai
paarsaa.ii shaiKH kii is vaqt sab mafquud hai