SEARCH RESULTS
Showing search results for "کمبل"
Nazm MATCHES FOR "کمبل"
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
jo kap.Daa hai jo kambal hai
jo chaa.ndii hai jo sonaa hai
Ibn e Insha
Nazm
kuchh rishte jalane paDe
chaa.nd bhii kambal o.Dhe niklaa thaa
sitaare ThiThur rahe.n the
Kamal Upadhyay
Nazm
kisan
hai ik phaTii hu.ii kambal Gariib kaa.ndho.n par
siyaah abr pe rah rah kar uTh rahii hai nazar
Maikash Akbarabadi
Nazm
baadal aur chand
kaa.np rahe hai.n taare un ko
tuu kambal me.n chhupaa le chaa.nd
Hamidullah Afsar
Nazm
ye jaDe ke din
idhar ko.ii o.Dhe hu.e hai do-shaala
kisii ne udhar apnaa kambal sambhaalaa
Ameer Ahmad Khusro
Nazm
sardi
yaa to kambal me.n raat kaaTte hai.n
yaa razaa.ii me.n mu.nh chhupaate hai.n
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
dil jari hai
tujhe kaise o.Dhuu.n kambal me.n
tujhe kaise pahnuu.n jaa.De me.n
Asghar Nadeem Syed
Nazm
akaD shah mal-dar ho gaya
masahrii pe ik raat sone gayaa
vo kambal kii baa.nho.n me.n khone gayaa
Mohammad Osama Sarsari
Nazm
kisan
hai ik phaTii hu.ii kambal Gariib kaa.ndho.n par
siyaah abr pe rah rah ke uTh rahii hai nazar