SEARCH RESULTS
Showing search results for "کو"
Nazm MATCHES FOR "کو"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramz
mere kamre ko sajaane kii tamannaa hai tumhe.n
mere kamre me.n kitaabo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
kuchh jo samjhaa mire shikve ko to rizvaa.n samjhaa
mujh ko jannat se nikaalaa hu.aa insaa.n samjhaa
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
kabhii kabhii mire dil me.n KHayaal aataa hai
ki zindagii tirii zulfo.n kii narm chhaa.nv me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
ek be-naam sii ummiid pe ab bhii shaayad
apne KHvaabo.n ke jaziiro.n ko sajaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
dastur
diip jis kaa mahallaat hii me.n jale
chand logo.n kii KHushiyo.n ko le kar chale