SEARCH RESULTS
Showing search results for "گجر"
Nazm MATCHES FOR "گجر"
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
gajar bajaa hukm-e-KHaamushii kaa
to chup me.n gum ho ga.ii.n sadaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo mar chuka hai
nagar kii sab la.Dkiyaa.n pukaare.n
kabhii vo guu.nje gajar kii suurat
Sarmad Sahbai
Nazm
saloni sardiyon ki nazm
sharaabe.n aur mashkiiza sahar kaa
abhii hai jism paakiiza gajar kaa
Aamir Suhail
Nazm
ye duniya kitni pyari hai
gajar dam gaatii hai.n chi.Diyaa.n
dilo.n ko bhaatii hai.n chi.Diyaa.n
Akhtar Shirani
Nazm
mehman-dari
phailii hai fazaa.o.n me.n KHushii merii nazar kii
ha.nstii nazar aatii hai.n fazaa.e.n mire ghar kii
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
aatma tarang
rakh tez qadam bajtaa hai gajar
hai kitnaa mubaarak apnaa safar
Basheerunnisaa Begam Basheer
Nazm
ret aaina hai
vo achaanak mu.Dii kal yahaa.n ko.ii thaa
vo gajar dam uThii
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
ajnabi wadiyon mein
vaa hu.ii aadmii par na.ii rahguzar
raqs kar zindagii zindagii raqs kar
Hurmatul Ikaram
Nazm
nai subh
gajar bajaa hai na.ii sub.h kaa payaam liye
Gam-e-hayaat ke siine kaa bojh pighlaa hai
D. Raj Kanwal
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
shikwa
kaun sii qaum faqat terii talabgaar hu.ii
aur tere liye zahmat-kash-e-paikaar hu.ii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qudsi-ul-asl hai rif.at pe nazar rakhtii hai
KHaak se uThtii hai garduu.n pe guzar rakhtii hai