SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ेर-ओ-ज़बर"
Nazm MATCHES FOR "ज़ेर-ओ-ज़बर"
Nazm
mere azizo
ki iKHtisaar-e-hayaat hii vaj.h-e-dil-kashii hai
jahaan-e-zer-o-zabar ke jhag.Do.n se
Salman Basit
Nazm
furaat-e-ismat ke sahilon par
vo pyaas
jis ne sitamgaro.n kaa sukuun zer-o-zabar kiyaa thaa
Tariq Qamar
Nazm
main baghi hun nizam-e-zindagi ka
'imaarat kii zamii.n zer-o-zabar hai
na.ii taa'miir par merii nazar hai
Hindi gorakhpurii
Nazm
dimak
daa.ere qausain san taariiKH aadaad o shumaar
nuqta o zer-o-zabar tashdiid o mad
Waheed Akhtar
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
mere aaqaa vo jahaa.n zer-o-zabar hone ko hai
jis jahaa.n kaa hai faqat terii siyaadat par madaar
Allama Iqbal
Nazm
hasrat-e-parwaz
mai.n aaj apnii aah kaa kartaa huu.n imtihaan
huu.n aasmaa.n zamiin na zer-o-zabar kahii.n
Raj Bahadur Saxena Auj
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
raat aaKHir hu.ii aur bazm hu.ii zer-o-zabar
ab na dekhoge kabhii lutf-e-shabaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
marsiya-e-dehli 4
raat aaKHir hu.ii aur bazm hu.ii zer-o-zabar
ab na dekhoge kabhii lutf-e-shabaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
wo pyas karwaT badal rahi hai
jis ne sitamgaro.n kaa sukuun zer-o-zabar kiyaa thaa
sitam ke aivaa.n me.n aa ga.ii hai
Tariq Qamar
Nazm
paigham
mahmil me.n vo be-KHvaab hai aalam kii KHabar se
kyaa dekhiye! kyaa shakl hu.ii zer-o-zabar se
Jelani Kamran
Nazm
gandhi
lekin vatan pe aafat-e-taaza hai aa ga.ii
phir ho rahaa hai zer-o-zabar amn kaa nizaam
Dharmpal Aaqil
Nazm
shri-kirishna
ho ga.ii zer-o-zabar dekh lo duniyaa dil kii
dil hii dil me.n rahii jaatii hai tamannaa dil kii