SEARCH RESULTS
Showing search results for "तन्हा-रवी"
Nazm MATCHES FOR "तन्हा-रवी"
Nazm
KHizan ka mausam
un hii dino.n me.n thii mai.n bhii tanhaa
udaasii mujh ko bhii Das rahii thii
Asra Rizvi
Nazm
tanhai
paa ke mai.n ehsaas ke is qurb ko
rah ke tanhaa bhii nahii.n tanhaa rahii
Farzana Sabtain Farzi
Nazm
mira-ji
ek tanhaa.ii rahii us kii aniis-e-zindagii
kaun jaane kaise kaise dukh vo tanhaa sah gayaa
Habib Jalib
Nazm
Thik to ho
tanhaa tanhaa ghuum rahe ho Thiik to ho
kyaa phir medicine chho.D chuke ho Thiik to ho
Aamir Azher
Nazm
KHatma
aise lagtaa hai ki jaise ho gayaa hai aaj meraa KHaatma
aur merii soch merii aatmaa
Krishna Mohan
Nazm
pichhli raat
raat kamre me.n hii bhaTaktii rahii
nii.nd bhii be-qaraar thii merii
Mohsin Aftab Kelapuri
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n ai jaan-e-jahaa.n larzaa.n hai.n
terii aavaaz ke saa.e tire ho.nTo.n ke saraab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taswir
tirii baate.n bahut yaad aa rahii hai.n
mujhe tanhaa.ii me.n ta.Dpaa rahii hai.n
Brijes Talat Nizamii
Nazm
dua bad-dua
samjhaa ke KHvaahisho.n ko tamannaa kii dhuup me.n
vo aa ga.ii hai mere makaa.n ke saraab me.n
Salahuddin Parvez
Nazm
ek raat ki kahani
ba.Dii suhaanii sii raat thii vo
havaa me.n an-jaanii kho.ii kho.ii mahak rachii thii