SEARCH RESULTS
Showing search results for "दस्त-ए-तही"
Nazm MATCHES FOR "दस्त-ए-तही"
Nazm
shikast-e-ana
aas kaa ruup-mahl dast-e-tahii hai jaise
bahr-e-imkaan pe kaa.ii sii jamii hai jaise
Amjad Islam Amjad
Nazm
aaKHiri manzil
chehra-e-taariik aur dast-e-tahii apnaa liye
rafta-rafta ba.Dh rahe hai.n aaKHirii manzil kii samt
Shaheen Badr
Nazm
aagahi ki dua
mere atraaf hai.n peT KHaalii badan-e-niim-jaa.n
ko.ii taktaa hai jab meraa dast-e-tahii
Waheed Akhtar
Nazm
gulha-e-aqidat
sarzamiin-e-hind ko jannat banaane ke liye
kaise kaise dast-o-baazuu ke shajar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dast-e-tah-e-sang
halqaa-e-aashiqaa.n se lab-e-baam tak
dast-e-saaqii se durd-e-tah-e-jaam tak
Ekram Khawar
Nazm
ghaalib
din hai dast-e-KHasii.n kii maanind
raat hai daaman-e-tahii kii tarah
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
''majbuurii o davaa-e-giraftaarii-e-ulfat
dast-e-tah-e-sa.ng-aamada paimaan-e-vafaa hai''
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
ye KHvaab mar ga.e hai.n to be-ra.ng hai hayaat
yuu.n hai ki jaise dast-e-tah-e-sa.ng hai hayaat
Sahir Ludhianvi
Nazm
alfaz ka alamiya
mai.n apne dil kaa kashkol-e-tahii le kar
na jaane kitnii sadiyo.n se
Sulaiman Athar Javed
Nazm
sukhe jazire ki dua
meraa vajuud ik jaam hai jaam-e-tahii
KHandaa.n hai.n jis ke chaar-suu
Yusuf Jamal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bahut hai zulm ke dast-e-bahaana-juu ke liye
jo chand ahl-e-junuu.n tere naam-levaa hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tanhai mein
chaahtaa ye thaa mire zaKHm ke anguur ba.ndhe.n
ye na chaahaa thaa miraa jaam-e-tahii rah jaa.e
Akhtarul Iman
Nazm
mujrim
kyuu.n inhe.n dekh ke ehsaas-e-tahii-dastii hai
aksar auqaat mai.n katraa ke nikal jaataa huu.n?
Shakeb Jalali
Nazm
saheli bujh paheli
kyaa sail-e-baGaavat hai muriido.n kii safo.n me.n
piiraan-e-tahii-dast kaa dil Dol rahaa hai
Shorish kashmiri
Nazm
sawan ke mahine
vo muunis-o-Gam-KHvaar thaa jis ke liye barso.n
maa.ngii thii.n du.aa.e.n mire aaGosh-e-tahii ne