SEARCH RESULTS
Showing search results for "नियाज़"
Nazm MATCHES FOR "नियाज़"
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kaa maqaam-e-buland us kaa KHayaal-e-aziim
us kaa suruur us kaa shauq us kaa niyaaz us kaa naaz
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
jo saraapaa naaz the hai.n aaj majbuur-e-niyaaz
le rahaa hai mai-faroshaan-e-fara.ngistaan se paars
Allama Iqbal
Nazm
KHuda wo waqt na lae
Guruur-e-husn saraapaa niyaaz ho teraa
taviil raato.n me.n tuu bhii qaraar ko tarse
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn ab is rah kaa juzv-e-manzar hai
niyaaz-e-ishq ko ik sajda-gah mayassar hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHadsha
ye be-niyaaz ghane jangalo.n se baal tire
ye phuultii hu.ii sarso.n kaa rang gaalo.n par
Mohsin Naqvi
Nazm
august-1952
haa.n kaj karo kulaah ki sab kuchh luTaa ke ham
ab be-niyaaz-e-gardish-e-dauraa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
jahaa.n se jism ko dekhe.n tamaam naaz-o-niyaaz
jahaa.n nigaah Thahar jaa.e raaz-andar-raaz
Firaq Gorakhpuri
Nazm
rishwat
gaah ham bante hai.n qumrii gaah vo bante hai.n baaz
aap ko ma.aluum kyaa aapas kaa ye raaz-o-niyaaz
Josh Malihabadi
Nazm
tah-e-nujum
daraaz qad kii lachak se gudaaz paidaa hai
adaa-e-naaz se ra.ng-e-niyaaz paidaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jashn-e-id
ba-faiz-e-'iid bhii paidaa hu.ii na yak-ra.ngii
ko.ii maluul ko.ii Gam se be-niyaaz rahaa
Shakeb Jalali
Nazm
surud-e-shabana
kahkashaa.n niim-vaa nigaaho.n se
kah rahii hai hadiis-e-shauq-e-niyaaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chhabbis january
be-KHauf be-niyaaz-e-sayyaad ho ga.e ham
phir bas gayaa nasheman aabaad hoga.e ham