SEARCH RESULTS
Showing search results for "मेराज-शौक़"
Nazm MATCHES FOR "मेराज-शौक़"
Nazm
mearaj-e-nazar
insaan ke parde me.n KHudaa dekh rahaa huu.n
mai.n zarf-e-nazar se bhii sivaa dekh rahaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
nara-e-haq
jafaa-shi.aar sitam-kesh hurriyat dushman
Daraa rahaa hai tuu aa.nkhe.n ye kyaa dikhaa ke mujhe
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
mashwara
merii mahbuub ye tauhiin-e-mohabbat hogii
bevafaa kah ke mire pyaar ko majruuh na kar
Asad Rizvi
Nazm
uzr-e-gunah
jaan-e-man mujh se bajaa hai ye shikaayat terii
ki mire sher me.n maazii kaa vo andaaz nahii.n
Rais Amrohvi
Nazm
dadi amman ka neamat-KHana
bachpan meraa guzraa is me.n
be-shak thaa vo shafqat-KHaana
Shaukat Jamal
Nazm
fikr
ek aaGosh-e-hasii.n shauq kii meraaj hai kyaa
kyaa yahii hai asar-e-naala-e-dil-haa-e-hazii.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazr-e-watan
nazr-e-vatan phir ai dil diivaana chaahiye
phir har qadam pe sajda-e-shukraana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
tarbuz
shauq se khaa.e.n bachche buu.Dhe raaja aur avaam
bhaarii-bharkam jism hai meraa qad jaise footbaal
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
hanuz yaad hai
zahe jamaal zahe aalam-e-shabaab tiraa
nazar kii chhe.D se bajtaa thaa jab rabaab tiraa
Jauhar Nizami
Nazm
tabdili
sub.h-dam jab bhii dekhaa hai mai.n ne kabhii
nanhe bachcho.n ko school jaate hu.e
Zubair Rizvi
Nazm
mera jazba-e-shauq kaam aa raha hai
miraa jazba-e-shauq kaam aa rahaa hai
ki baazaar me.n dekhuu.n aam aa rahaa hai
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
aam hai aur aam hai
chhuTTiiyaa.n hai.n mai.n huu.n miiThaa aam hai
aur ab meraa bhalaa kyaa kaam hai