SEARCH RESULTS
Showing search results for "वीरान"
Nazm MATCHES FOR "वीरान"
Nazm
zooming
chhoTe se ek shahr me.n sa.Dko.n kaa ek jaal
sa.Dko.n ke jaal me.n chhupii viiraan sii galii
Ashfaq Husain
Nazm
hasan kuza-gar (1)
hasan kuuza-gar hosh me.n aa
hasan apne viiraan ghar par nazar kar
Noon Meem Rashid
Nazm
yaad-e-aligarh
ye viiraan bastii pareshaan duniyaa
kamaal-e-KHirad se ye hairaan duniyaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
iqbaal
sunsaan raahe.n KHalq se aabaad ho ga.ii.n
viiraan mai-kado.n kaa nasiiba sa.nvar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
viiraanii-e-hayaat ko viiraan-tar kare.n
le naaseh aaj teraa kahaa maan jaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid
ek viiraan sii masjid kaa shikasta saa kalas
paas bahtii hu.ii naddii ko takaa kartaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
mohabbat Diary hargiz nahin hai
tum viiraan ho jaa.o
safar karnaa se pahle be-sar-o-saamaan ho jaa.o
Saleem Kausar
Nazm
bewa ki KHud-kushi
jitnii hai gunjaan bastii utnii hii viiraan hai
har galii KHaamosh hai har raasta sunsaan hai
Kaifi Azmi
Nazm
tanhai mein
duur taalaab ke nazdiik vo suukhii sii babuul
chand TuuTe hu.e viiraan makaano.n se pare
Akhtarul Iman
Nazm
ai mere be-dard shahr
is qadar viiraan lamhe is qadar sunsaan raat
soch me.n gum hai.n ufuq se taa-ufuq pahnaa.iyaa.n
Ahmad Faraz
Nazm
urdu zaban
mashriq kaa gulsitaa.n ho ki maGrib kaa aashiyaa.n
viiraan kab makaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
wo mar chuka hai
vo phuul kab surKH phuul ban kar
hamaarii viiraan KHvaab-gaaho.n kii sej ho.nge
Sarmad Sahbai
Nazm
khanDar
kaisii KHaamoshii hai viiraanii hai sannaaTaa hai
ko.ii aahaT hai na aavaaz na ko.ii dha.Dkan