SEARCH RESULTS
Showing search results for "aavaaz"
Nazm MATCHES FOR "aavaaz"
Nazm
hamesha der kar deta hun
use aavaaz denii ho use vaapas bulaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
yaad
dasht-e-tanhaa.ii me.n ai jaan-e-jahaa.n larzaa.n hai.n
terii aavaaz ke saa.e tire ho.nTo.n ke saraab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
husn aur ishq ham-aavaaz o ham-aaha.ng hai.n aaj
jis me.n jaltaa huu.n usii aag me.n jalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
waqt
KHud apnii aavaaz ho ki maahaul kii sadaa.e.n
ye zehn me.n bantii aur biga.Dtii hu.ii fazaa.e.n
Javed Akhtar
Nazm
do ishq
vaapas nahii.n pheraa ko.ii farmaan junuu.n kaa
tanhaa nahii.n lauTii kabhii aavaaz jaras kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
zabaan KHushk hai aavaaz ruktii jaatii hai
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
terii aavaaz kaa jaaduu hai abhii mere liye
tere malbuus kii KHushbuu hai abhii mere liye
Parveen Shakir
Nazm
kisi ko udas dekh kar
yahaa.n hayaat ke parde me.n maut paltii hai
shikast-e-saaz kii aavaaz ruuh-e-naGma hai