SEARCH RESULTS
Showing search results for "ape"
Nazm MATCHES FOR "ape"
Nazm
hamesha der kar deta hun
use aavaaz denii ho use vaapas bulaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chaar musafir
nikle safar ko paidal vo chaar ham-safar the
sab apne raaste aur manzil se baa-KHabar the
Aafaque Siddiqui
Nazm
karachi
hayaa hoTalo.n me.n hai aape se baahar
vafaa ghar ke andar bhii hai bebasii me.n
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
kya aur kaun
hasiin aur zahiin apne dono.n beTo.n ke
KHud us ne naam bhii kyaa aur kaun rakkhe the
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
ganga ka kinara
qadmo.n ko jamaa.e hu.e aape ko sa.nbhaale
maujo.n se baham khel rahii thii vo dil-aaraa
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Nazm
saza
tum ko yahaa.n ke saaya o partav se kyaa Garaz
tum apne haq me.n biich kii diivaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
banii aGyaar kii ab chaahne vaalii duniyaa
rah ga.ii apne liye ek KHayaalii duniyaa
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
naa-tavaano.n ke nivaalo.n pe jhapaTte hai.n uqaab
baazuu tole hu.e ma.nDlaate hu.e aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
tab-e-aazaad pe qaid-e-ramazaa.n bhaarii hai
tumhii.n kah do yahii aa.iin-e-vafaadaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
ise kisii ke sahaare kii aarzuu bhii nahii.n
zamaane bhar ke dukho.n ko lagaa chukaa huu.n gale
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
ek be-naam sii ummiid pe ab bhii shaayad
apne KHvaabo.n ke jaziiro.n ko sajaa rakkhaa ho