SEARCH RESULTS
Showing search results for "daaman-e-sabr"
Nazm MATCHES FOR "daaman-e-sabr"
Nazm
farishta koi na mujhe rok sake
betaab kiye dete hai.n
phir bhii daaman-e-sabr thaame hu.e
Firoza Yasmeen
Nazm
charagh-e-tamanna
na chho.De.nge ham daaman-e-sabr lekin
hamaaraa safar phir bhii jaarii rahegaa
Mohammad Salim
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
aavaara o sargardaa.n kafanii-ba-guluu-pechaa.n
daamaa.n bhii duriida hai gud.Dii bhii sambhaalii hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
premchand ko KHiraj-e-aqidat
hai bahr-e-ilm terii ravaanii se sar-basar
daamaan-o-jeb-e-urdu-o-hindii hai.n pur-guhar
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
talash
haath mere badan ke bhii uTThe magar
daaman-e-KHvaahish-e-raa.egaa.n tak ga.e
Zuhoor Nazar
Nazm
qaum ki pukar
uTh ki miTaa jaataa hai qaum kaa saaraa vaqaar
daaman-e-izz-o-vaqaar
Sahba lakhnavi
Nazm
ayaadat
ruKHsaar par latiif sii ik mauj-e-sar-KHushii
lab par ha.nsii kaa narm saa tuufaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zindagi ke giton ke bol sunna
suhaane sapno.n ke Dhol sun.naa
rafuu-gar-e-daaman-e-tamannaa
Tanveer Monis
Nazm
tasKHir-e-fitrat ke baad
mai.n tiraa ek a.ng ek lahraa thaa
sadiyo.n tire saath dasht daaman-e-koh-e-sahraa me.n
Shahab Jafri
Nazm
sawan ke mahine
me.nh jitnaa barastaa thaa sar-e-daaman-e-kohsaar
itne hii zamii.n apnii ugaltii thii dafiine
Josh Malihabadi
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
phir oT le ke daaman-e-abr-e-bahaar kii
dil ko manaa.e.n ham kabhii aa.nsuu bahaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat aur rail
daaman-e-taariki-e-shab kii u.Daatii dhajjiyaa.n
qasr-e-zulmat par musalsal tiir barsaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
la-tahzanu
vo dekho chuum rahaa hai falak ko maah-e-tamaam
abhii bhii KHvaab hai.n daamaan-e-nau-e-insaa.n me.n
Rehman Faris
Nazm
sarapa
daamaan-e-gul qabaa-e-sabaa chehra-e-sahar
hai.n musta.aar jis se ye saare tasavvuraat
Muslim Shameem
Nazm
subh-e-id
kyaa dil-fareb is kii hai.n rangii.n-adaa.iyaa.n
phuulo.n se hai bharaa hu.aa daamaan-e-sub.h-e-iid