SEARCH RESULTS
Showing search results for "dutaa"
Nazm MATCHES FOR "dutaa"
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki shab o roz ke ha.ngaamo.n me.n
vaqt har Gam ko bhulaa detaa hai rafta rafta
Ahmad Faraz
Nazm
ek aarzu
phuulo.n ko aa.e jis dam shabnam vazuu karaane
ronaa miraa vazuu ho naala mirii du.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
bachche ki dua
lab pe aatii hai du.aa ban ke tamannaa merii
zindagii sham.a kii suurat ho KHudaayaa merii!
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
aazaad mujh ko kar de o qaid karne vaale
mai.n be-zabaa.n huu.n qaidii tuu chho.D kar du.aa le!
Allama Iqbal
Nazm
aadmi bulbula hai
TuuTtaa bhii hai Duubtaa bhii hai
phir ubhartaa hai, phir se bahtaa hai
Gulzar
Nazm
KHizr-e-rah
to.D detaa hai ko.ii muusaa tilism-e-saamarii
sarvarii zebaa faqat us zaat-e-be-hamtaa ko hai
Allama Iqbal
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat
Allama Iqbal
Nazm
ecstasy
kaa.npte ho.nTo.n pe thii allaah se sirf ik du.aa
kaash ye lamhe Thahar jaa.e.n Thahar jaa.e.n zaraa!
Parveen Shakir
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ho ijaazat to ye dil ishq kaa iz.haar kare
ishq insaan ko insaan banaa detaa hai