SEARCH RESULTS
Showing search results for "dutaa"
Ghazal MATCHES FOR "dutaa"
Ghazal
dil-bastagii sii hai kisii zulf-e-dutaa ke saath
paalaa pa.Daa hai ham ko KHudaa kis balaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
mirii nigaaho.n me.n dono.n jahaa.n hu.e taariik
ye aap khol ke zulf-e-dutaa kidhar ko chale
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Dutta Saghar
Ghazal
yaaro.n kii yaariyaa.n hai.n salaamat to marhabaa
hotii rahe jo roz qayaamat to marhabaa
Dutta Saghar
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kar ke kaunain ko zanjiirii-e-gesuu-e-daraaz
zulf-e-pechaa.n ko dutaa karte ho kyaa karte ho
Muzaffar Shikoh
Ghazal
shakl-e-asaa-e-muusavii thaa to vo gesuu-e-daraaz
par use dast-e-shaana ne de ke KHam aur dutaa kiyaa
Shah Naseer
Ghazal
jhuk gayaa vo shah-e-husn aa ke gadaa se pahle
KHam hu.ii zulf-e-dutaa qadd-e-dotaa se pahle
Meer Kallu Arsh
Ghazal
ye ajantaa ye hasii.n taaj KHabar detaa hai
pattharo.n me.n bhii yahaa.n chaa.nd khilaa karte the
Dutta Saghar
Ghazal
diivaano.n ke sar ho ga.ii kyaa zulf-e-dutaa aap
vo jaa ke gale apne lagaa laa.e bulaa aap
Riyaz Khairabadi
Ghazal
detaa hai kyo.n fareb ki mai.n bhed paa gayaa
mujh par karam Galat hai 'aduu par sitam Galat
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
la.Dkha.Daate qadam hai.n aur mai.n huu.n
bas sitam par sitam hai.n aur mai.n huu.n
Dutta Saghar
Ghazal
saaqii ho mai ho gaa.e.n parii-zaad sab bahaar
saaGar se jald chalne me.n charKH-e-dutaa na ho
Nasim Maysori
Ghazal
har-vaqt ulajhtaa hai ye dil zulf-e-dutaa me.n
samjhaataa huu.n kam-baKHt na pa.D jaa ke balaa me.n
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
Abu Mohammad Syed Husain Saifi
Ghazal
baiThaa huu.n phir tasavvur-e-zulf-e-dutaa kiye
dil ko asiir-e-halqa-e-daam-e-balaa kiye
Noor Ludhiyanwi
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
aa.ii shab-e-firaaq jo mahkii hu.ii sabaa
us vaqt qurb-e-zulf-e-dutaa yaad aa gayaa