SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaif"
Nazm MATCHES FOR "kaif"
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Nazm
wo
ra.ng me.n us ke azaab-e-KHiirgii shaamil nahii.n
kaif-e-ehsaasaat kii afsurdagii shaamil nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
shikast-e-tauba
be-kaifiyo.n ke kaif se ghabraa ke pii gayaa
tauba ko to.D-taa.D ke tharraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
hamare ustad
kitnii mehnat se pa.Dhaate hai.n hamaare ustaad
ham ko har ilm sikhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
lekin ai saakin-e-hariim-e-KHayaal
yaad hai daur-e-kaif-o-kam ki nahii.n
Saifuddin Saif
Nazm
ek rah-guzar par
aur ab ye raah-guzar bhii hai dil-fareb o hasii.n
hai is kii KHaak me.n kaif-e-sharaab-o-sher makii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki raat
phuuT niklaa dar-o-diivaar se sailaab-e-nashaat
allaah allaah miraa kaif-e-nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
jab ko.ii mohabbat kaa maaraa us kaif me.n pa.D kar khotaa hai
tum yaad mujhe aa jaate ho
Behzad Lakhnavi
Nazm
parchhaiyan
ye kaif-o-ra.ng-e-nazaara ye bijliyo.n kii lapak
ki jaise krishn se raadhaa kii aa.nkh ishaare kare
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aadhi raat
jhalak rahaa hai pa.Daa chaa.ndnii ke darpan me.n
rasiile kaif bhare manzaro.n kaa jaagtaa KHvaab
Firaq Gorakhpuri
Nazm
inqalab
tere hii naGme se kaif-o-imbisaat-e-zindagii
terii saut-e-sarmadii baaG-e-tasavvuf kii bahaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
surud-e-shabana
saaz-e-dil ke KHamosh taaro.n se
chhan rahaa hai KHumaar-e-kaif-aagii.n