SEARCH RESULTS
Showing search results for "khasuut"
Nazm MATCHES FOR "khasuut"
Nazm
kuchh nahin badalne wala
phir se hogaa luuT-khasuuT kaa na.ngaa naach
phir jhuuTh ko bataayaa jaa.egaa saa.nch
Madhav Awana
Nazm
nisar main teri galiyon ke
hai ahl-e-dil ke liye ab ye nazm-e-bast-o-kushaad
ki sa.ng-o-KHisht muqayyad hai.n aur sag aazaad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar (1)
kisii KHasta-jaa.n ra.nj-bar kuuza-gar ke liye
ek hii raat vo kohrbaa thii
Noon Meem Rashid
Nazm
aaKHiri KHat
vo vaqt mirii jaan bahut duur nahii.n hai
jab dard se ruk jaa.e.ngii sab ziist kii raahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii mastii se hai paikar-e-gil taabnaak
ishq hai sahbaa-e-KHaam ishq hai kaas-ul-karaam
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
haa.e us jism ke kambaKHt dil-aavez KHutuut
aap hii kahiye kahii.n aise bhii afsuu.n ho.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
pyaar kii aaKHirii puu.njii bhii luTaa aayaa huu.n
apnii hastii ko bhii lagtaa hai miTaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
main aur tu
vaqt diivaar kaa saathii hai na saa.e kaa rafiiq
aur ab sa.ng-o-gil-o-KHisht ke malbe ke tale
Ahmad Faraz
Nazm
aadha kamra
is kutte kii KHaslat kyaa hai
biyatarche kii yaad me.n bhuu.nk rahaa hai
Sara Shagufta
Nazm
akele kamre mein
tumhe.n yaqiin na hogaa akele kamre me.n
mai.n apnii jaan se pyaare KHutuut pa.Dhtii huu.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jugnu
KHutuut-e-nuur banaatii hai.n jugnu.o.n kii safe.n
fazaa-e-tiira me.n u.Dtii hu.ii ye qindiile.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nau-jawan se
sadaa-e-tiisha-e-mazduur hai tiraa naGma
tuu sa.ng-o-KHisht se cha.ng-o-rubaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kisan
ye samaa.n aur ik qavii insaan ya.anii kaast-kaar
irtiqaa kaa peshvaa tahziib kaa parvardigaar
Josh Malihabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
dekhaa to ek dar me.n hai baiThii vo KHasta-haal
saktaa saa ho gayaa hai ye hai shiddat-e-malaal