SEARCH RESULTS
Showing search results for "khilaunaa"
Nazm MATCHES FOR "khilaunaa"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n ik khilaunaa hai insaa.n kii hastii
ye bastii hai murda-parasto.n kii bastii
Sahir Ludhianvi
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
ghar baar, samajhtii thii, qil.a hai hifaazat kaa
dekhaa ki grihastii bhii miTTii kaa khilaunaa hai
Zehra Nigaah
Nazm
tumne likkha hai
khelne hii kii tamannaa thii to mujh se kahtii.n
tumhe.n baazaar se laa detaa khilaunaa ko.ii
Prem Warbartani
Nazm
ek shaera ki shadi par
rashk-e-firdaus thaa har husn bharaa KHvaab tiraa
ek paamaal khilaunaa thaa ye mahtaab tiraa
Akhtar Shirani
Nazm
khilauna
mere ho.nTo.n ke mahakte hu.e naGmo.n pe na jaa
mere siine me.n ka.ii tarah ke Gam palte hai.n
Naresh Kumar Shad
Nazm
pal-do-pal
jaise bachche ke haath se khilaunaa chhin gayaa ho
phir tum ne jo kuchh liyaa yahii.n se liyaa
Afroz Alam
Nazm
dost
sunahrii battaKHo.n kii bandaro.n kii hamd gaataa hai
khilaunaa gaa.Diyo.n me.n
Balraj Komal
Nazm
yaad
yaad TuuTaa-phuuTaa ek aisaa khilaunaa
jis se insaan dil bahlaanaa chaahe
Elizabeth Kurian Mona
Nazm
ummid meri shahzadi thi
ye chaa.nd khilaunaa thaa meraa
ik sapnaa sunahraa thaa meraa
Shamim Shahzad
Nazm
dasht-e-be-aman
tirii yaad vo khilaunaa jise to.D bhii na paa.uu.n
kahii.n chho.D bhii na paa.uu.n
Khursheed Akbar
Nazm
yaad nagar
ye teG ko bhii khilaunaa samajhne vaalaa hai
ye la.al phe.nk ke a.ngaara chuus saktaa hai