SEARCH RESULTS
Showing search results for "muusaa"
Nazm MATCHES FOR "muusaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
ilm-e-muusaa bhii hai tire saamne hairat-farosh
chho.D kar aabaadiyaa.n rahtaa hai tuu sahraa-navard
Allama Iqbal
Nazm
karl marx
kaaTtii hai sehr-e-sultaanii ko jab muusaa kii zarb
satvat-e-firaun ho jaatii hai az KHud Garq-e-aab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
sar-e-tur
kah do barq-e-tajallii se ho jalva-gar
aaj muusaa nahii.n ham sar-e-tuur hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
yad-e-baiza
vo aag bhii hai vo nuur bhii hai
jo dast-e-muusaa hai tuur bhii hai
Himayat Ali Shayar
Nazm
haarun ki aawaz
had se guzar na jaa.e.n kahii.n kam-tariin log
muusaa ke intizaar me.n hai.n be-zamiin log
Himayat Ali Shayar
Nazm
kya chahta hun
mai.n ik qalb-e-be-mudda.aa chaahtaa huu.n
tire ishq kii intihaa chaahtaa huu.n
Asghar Hasan Mujibi
Nazm
aazmaish shart thi
ki mai.n ne KHud ko pahchaanaa nahii.n thaa!
mai.n bhii muusaa kii tarah
Satyapal Anand
Nazm
raegan subh ki chita par
ye dil vo muusaa hai
jo aag lene gayaa aur use sirf aag hii milii
Tanveer Anjum
Nazm
auj-bin-unuq
duur tak phaile hu.e be-ruuh saahil par ayaa.n the
aur vahii.n ik dil-zada bezaar 'muusaa'
Abdul Ahad Saaz
Nazm
KHuda
nuuh kii kashtii ko tuufaano.n se bhii jo le bachaa
bahr me.n jo hazrat-e-muusaa ko de de raasta
Misdaque Azmi
Nazm
tum ho
jalva-e-tuur kii muusaa hii haqiiqat jaane.n
mirii shah-rag me.n usii tarh se barpaa tum ho
Zubair Ahmad Saani
Nazm
ek sawal
naanuu kabhii jaa.Do.n me.n kabhii garmii me.n
aur kabhii tez muuslaa-dhaar baarish me.n
Masuda Imam
Nazm
musa ki talash
apne chehro.n pe sahraa ke raqsaa.n baguule liye
apne lab ko siye