SEARCH RESULTS
Showing search results for "muusaa"
Ghazal MATCHES FOR "muusaa"
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
dekhnaa khel nahii.n jalva-e-diidaar tiraa
pahle muusaa saa ko.ii ahl-e-nazar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
khi.nche KHud-baKHud jaanib-e-tuur muusaa
kashish terii ai shauq-e-diidaar kyaa thii
Allama Iqbal
Ghazal
Gash khaa ke gire muusaa allaah-rii maayuusii
halkaa saa vo parda bhii diivaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kar diyaa muusaa ko jis chiiz ne behosh 'adam'
be-naqaabii nahii.n vo niim-hijaabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
muusaa kii hai qasam tujhe aur koh-e-tuur kii
nuur-o-faroG-e-jalva-e-lam.aan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
muusaa samjhe the armaa.n nikal jaa.egaa
ye KHabar hii na thii tuur jal jaa.egaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
laa sakoge na zaraa jalva-e-diidaar kii taab
arinii mu.nh se na ai hazrat-e-muusaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
us naaz-e-hosh ko ki hai muusaa pe taana-zan
ik din naqaab ulaT ke pashiimaa.n to kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
ham tuur par ga.e bhii to is shaan se ga.e
muusaa kha.De rahe yad-e-baizaa liye hu.e