SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasheb"
Nazm MATCHES FOR "nasheb"
Nazm
aaftab
hai mahfil-e-vajuud kaa saamaa.n-taraaz to
yazdaan-e-saakinaan-e-nasheb-o-faraaz tuu
Allama Iqbal
Nazm
mufahamat
nasheb-e-arz pe zarro.n ko mushta.il paa kar
bulandiyo.n pe safed-o-siyaah mil hii ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
aap-biti
kaash mai.n aisii kahaanii ko sunaa bhii saktaa
ta.ana-zan hai.n jo mire haal pe arbaab-e-nashaat
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
dua
vo log jo ka.ii sadiyo.n se hai.n nasheb-nashii.n
buland huu.n to mujhe bhii buland-baamii de
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
bichhDe ghar ka saya
kohsaaro.n ke nasheb-o-faraaz banaa karte hai.n
saare ghar ko dhotii hai
Farhat Ehsas
Nazm
magar wo na aaya
apnii minqaar me.n thaam kar u.D rahe the
nasheb-e-junuu.n kii taraf
Rafiq Sandelvi
Nazm
takmil
us ne mujhe bahne ke liye nasheb me.n chho.D diyaa aur muskuraayaa
''dekhaa tum maaya hii maaya ho''
Naina Adil
Nazm
diwar-e-chin
nasheb ko aasmaa.n kii jaanib u.Daa rahaa hai
jo kal ko kal se milaa rahaa hai
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
takmil
ki koh-e-aatish-fashaa.n se laavaa nasheb ko bah rahaa ho
mere lahuu se soj ubal pa.De
Ejaz Farooqi
Nazm
raat ke paDaw par
kisii ne nahii.n sochaa
nasheb me.n ghaaTiyo.n ke darmiyaan raat Thahartii hai