SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasheb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nasheb"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nasheb"
Ghazal
ba.De-ba.Do.n ke nasheb-o-faraaz dekhe hai.n
ko.ii mile to sahii jis kaa sar jhukaa hii na ho
Shaz Tamkanat
Sher
kamaan-e-shaaKH se gul kis hadaf ko jaate hai.n
nasheb-e-KHaak me.n jaa kar mujhe KHayaal aayaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
na ho ba-harzah bayaabaa.n-navard-e-vahm-e-vajuud
hanuuz tere tasavvur me.n hai nasheb-o-faraaz
Mirza Ghalib
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
tirii KHudaa.ii me.n shaamil agar nasheb bhii hai.n
to phir kaliim sar-e-tuur kyuu.n bulaa.e ga.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ye hukm hai ki a.ndhere ko raushnii samjho
mile nasheb to koh-o-daman kii baat karo