SEARCH RESULTS
Showing search results for "paikaa.n"
Nazm MATCHES FOR "paikaa.n"
Nazm
ahl-e-dil aur bhi hain
sar salaamat hai to kyaa sa.ng-e-malaamat kii kamii
jaan baaqii hai to paikaan-e-qazaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
gurez
ta.Dap merii fitrat ta.Daptaa huu.n lekin
vo zaKHmii-e-paikaan-e-mizhgaa.n nahii.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mir
sair ke qaabil hai dil sad-paara us naKHchiir kaa
jis ke har Tuk.De me.n ho paivast paikaa.n tiir kaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
nawa-e-pareshan
kabhii jaraahat-e-paikaa.n se muztarib ho kar
tamaam tiiro.n ko tarkash se khii.nch laatii hai
Anees Sultana
Nazm
santhaali nach
un kii raane.n tishna-e-paikaa.n rahe.ngii
aur vahshat sa.ng-rezo.n par chalegii
Muneebur Rahman
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
jawab-e-shikwa
chaahte sab hai.n ki ho.n auj-e-surayyaa pe muqiim
pahle vaisaa ko.ii paidaa to kare qalb-e-saliim
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
hadaf ho.nge tumhaaraa kaun tum kis ke hadaf hoge
na jaane vaqt kii paikaar me.n tum kis taraf hoge
Jaun Eliya
Nazm
aaKHiri mulaqat
mai.n KHud na jinhe.n pahchaan sakuu.n
kuchh itne dhu.ndle saa.e hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho