SEARCH RESULTS
Showing search results for "pyar"
Nazm MATCHES FOR "pyar"
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
tumhe.n pyaar hai, to yaqiin do,
mujhe na kaho, tumhe.n pyaar hai, mujhe dekhne kii na zid karo,
Arif Ishtiaque
Nazm
tu mujhe itne pyar se mat dekh
tuu mujhe itne pyaar se mat dekh
terii palko.n ke narm saa.e me.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
pyar ka jashn
pyaar kaa jashn na.ii tarah manaanaa hogaa
Gam kisii dil me.n sahii Gam ko miTaanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
pyar ka tohfa
yaar kaa jashn hai aur pyaar kaa tohfa hai.n ye sher
KHud-ba-KHud ek du.aa ban ga.ii tahriir ab ke
Sahir Ludhianvi
Nazm
jawab-e-shikwa
kis qadar tum pe giraa.n sub.h kii bedaarii hai
ham se kab pyaar hai haa.n nii.nd tumhe.n pyaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
pyaar kii aaKHirii puu.njii bhii luTaa aayaa huu.n
apnii hastii ko bhii lagtaa hai miTaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
kangan
kaash mai.n tere hasii.n haath kaa ka.ngan hotaa
tuu ba.De pyaar se chaav se ba.De maan ke saath
Wasi Shah
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n pyaar hotaa hai bevpaar ban kar
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
mashwara
kisii kii yaad sataatii hai raat din tum ko
kisii ke pyaar se majbuur ho ga.ii ho tum
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
yaad
is qadar pyaar se ai jaan-e-jahaa.n rakkhaa hai
dil ke ruKHsaar pe is vaqt tirii yaad ne haat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
zindagii me.n to sabhii pyaar kiyaa karte hai.n
mai.n to mar kar bhii mirii jaan tujhe chaahuu.ngaa
Qateel Shifai
Nazm
koi ye kaise batae
tum masarrat kaa kaho yaa ise Gam kaa rishta
kahte hai.n pyaar kaa rishta hai janam kaa rishta
Kaifi Azmi
Nazm
mere hamdam mere dost!
tirii aa.nkho.n kii udaasii tere siine kii jalan
merii dil-juu.ii mire pyaar se miT jaa.egii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fankar
mai.n ne jo giit tire pyaar kii KHaatir likkhe
aaj un giito.n ko baazaar me.n le aayaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
pyar kya hai
pyaar insaan kii zaruurat hai
duur dil se kare kuduurat hai