SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaid-e-shadiid"
Nazm MATCHES FOR "qaid-e-shadiid"
Nazm
o aasman wale
qaid-e-shadiid me.n hai.n aazaad in ko kar de
barbaad-o-muntashir hai.n aabaad in ko kar de
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
Diary
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
qaid-o-hayaat-o-band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
Deepti Mishra
Nazm
guman o yaqin
tumhe.n gumaa.n hai ki zauq-e-yaqii.n hai vaj.h-e-jumuud
asiir-e-qaid-e-tilismaat-e-iin-o-aa.n tum ho
Shameem Farooq Banspari
Nazm
ehsas ki zaban
magar tumhaarii nazar ko thaa intizaar-e-shadiid
na jaane kab se nigaahe.n bichhaa.e baiThii thii.n
Salahuddin Nayyar
Nazm
aaftab
nai ibtidaa ko.ii na ko.ii intihaa tirii
aazaad qaid-e-avval-o-aaKHir ziyaa tirii
Allama Iqbal
Nazm
jazira
ki jis ko kaaTnii hogii sazaa-e-qaid-e-umr
magar kis jurm kii paadaash me.n
Shahid Kaleem
Nazm
mariz-e-mohabbat
bas yahii merii davaa hai bas yahii merii davaa
ko.ii merii ruuh par aisaa kare zulm-e-shadiid
Jameel Mazhari
Nazm
lekin
be-karaa.n aalam-e-tanhaa.ii kaa ehsaas-e-shadiid
had se hotaa hai ziyaada to mafar kii KHaatir
Afzal Husain Afzal
Nazm
dua
is baar baKHsh de mire maulaa 'sadaa' ko tuu
qaid-e-hisaar-e-zaat kii phir se sazaa na de
Sada Ambalvi
Nazm
inqalab
tujhe bhii dekhe.nge majbuur-e-faaqa-o-aflaas
tujhe bhii qaid-e-Gam-o-iztiraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
jute chor
ye vo dhandaa hai barii hai qaid-e-income-tax se
ye vo pesha hai nahii.n jis par giraanii kaa asar