SEARCH RESULTS
Showing search results for "rulaane"
Nazm MATCHES FOR "rulaane"
Nazm
marsiya kya hai
marsiye me.n hai jazbaat kii intihaa
hai ye rone rulaane kaa ik silsila
Hafiz Karnataki
Nazm
tere baad
shauq thaa ha.nsne ha.nsaane kaa tire aage mujhe
bhaa ga.ii rone rulaane kii adaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
hum taswir khench rahe hain
rulaane ke ban rahii thii.n
apne mu.nh bigaa.D bigaa.D kar un logo.n ko dekh rahe hai.n
Azra Abbas
Nazm
shikwa
shab-e-vasl kyo.n hai.n rulaane kii baate.n
karo kuchh to ha.nsne ha.nsaane kii baate.n
Vafa Barahi
Nazm
mujhse pahle
shaayad ab lauT ke aa.e na tirii mahfil me.n
aur ko.ii dukh na rulaa.e tujhe tanhaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
jawab-e-shikwa
haidarii faqr hai ne daulat-e-usmaanii hai
tum ko aslaaf se kyaa nisbat-e-ruuhaanii hai
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo ban ke kalii muskuraatii hai aksar
shab-e-hijr me.n jo rulaatii hai aksar
Tahir Faraz
Nazm
masjid-e-qurtuba
aab-e-ravaan-e-kabiir tere kinaare ko.ii
dekh rahaa hai kisii aur zamaane kaa KHvaab
Allama Iqbal
Nazm
taswir-e-dard
rulaataa hai tiraa nazzaara ai hindostaa.n mujh ko
ki ibrat-KHez hai teraa fasaana sab fasaano.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
man ka KHwab
rulaatii hai tujh ko judaa.ii mirii
nahii.n is me.n kuchh bhii bhalaa.ii mirii
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
bachche ik ghar me.n bilbilaate hai.n
ro ke maa.n baap ko rulaate hai.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
bas ek ra.ng-e-vafaa nahii.n hai.n
is ek ra.ngat kii aarzuu ne lahuu rulaayaa hai aadmii ko
Tariq Qamar
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
har KHvaab kii saugand!
har-chand ki vo KHvaab hai.n sar-basta o ruu-band