SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyaah-posh"
Nazm MATCHES FOR "siyaah-posh"
Nazm
nae sal ki subh
phir vahii tez masaa.il vahii KHu.nKHaar savaal
phir siyah-posh tasavvur kaa siyah-posh kamaal
Sohan Rahi
Nazm
manzil ke nam
yaas ke bahr-e-siyah-posh pe raqsaa.n raqsaa.n
zahr-aaluud tabassum kii kaTaare.n le kar
Paigham Aafaqi
Nazm
sanwli
jaise maGmuum musavvir ke siyah-posh KHayaal
jaise mauhuum jaziiro.n kii chhabelii pariyaa.n
Qateel Shifai
Nazm
anjam
mohabbat kii duniyaa pe shaam aa chukii hai
siyah-posh hai.n zindagii kii fazaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shoala-e-ishq
baa'd mere kyaa ye mansab ko.ii paa.egaa kabhii
shola-e-sham.a siyah-posh hu.aa
Salahuddin Parvez
Nazm
aatish-e-KHamosh
dil par ye sitam kyuu.n na ho ham-jins pe taasiir
ka.aba isii Gam me.n nazar aataa hai siyah-posh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
aagahi ke virane
sar niguu.n mohr-ba-lab pahle to kuchh der jalii.n
taab baaqii na rahii jab to siyah-posh hu.ii.n
Ali Abbas Ummeed
Nazm
qila-e-akbarabad
haa.n kis liye KHaamosh hai o taKHt-e-jigar-resh
kis Gam me.n siyah-posh hai kyaa sog hai dar-pesh
Ismail Merathi
Nazm
abr
uThii phir aaj vo puurab se kaalii kaalii ghaTaa
siyaah-posh hu.aa phir pahaa.D sarban kaa
Allama Iqbal
Nazm
ek aur shahr
KHud-fahmii kaa armaa.n hai taariikii me.n ruu-posh
taariikii KHud be-chashm-o-gosh!
Noon Meem Rashid
Nazm
samar-farosh
samar-farosh kii nigaah-e-duurbiin me.n
a.ndheraa darmiyaan se phaTaa
Iqtidar Javed
Nazm
id ka dukh
surma.ii wasket siyah paa-posh
jo tirii qurbato.n me.n haasil thaa
Mohammad Owais Malik
Nazm
mann-o-salwa
ye kyuu.n siyah-post dushmano.n ke vajuud se
aaj phir ubalte hu.e se naasuur ban rahe hai.n?''
Noon Meem Rashid
Nazm
lafzon ka almiya
KHaamoshiyo.n ke siyaah-zindaa.n me.n jaa ke ruu-posh ho ga.ii hai