SEARCH RESULTS
Showing search results for "thaharne"
Nazm MATCHES FOR "thaharne"
Nazm
mulaqat
us ne na Thaharne diyaa pahro.n mire dil ko
jo terii nigaaho.n me.n shikaayat mirii jaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
panw ke niche ki zamin
havaa pe chalte hu.e log thak chuke hai.n magar
kahii.n Thaharne ko ko.ii jagah nahii.n miltii
Shakeel Azmi
Nazm
mahngi coffee ke cup mein khaulta hua din
jo is liye jaarii ho gayaa ki
hamal Thaharne ke aivaano.n me.n
Muddassir Abbas
Nazm
aaKHirash
haa.n havaa bhii gulaabii hai ab
aur mausam bhii kuchh Thaharne saa lagaa hai
Sohail Azad
Nazm
lab-bastagi
Thaharne do abhii be-rabt aabshaaro.n ko
jahaan-e-saut-o-sadaa KHaamushii kaa taalib hai
Safar Naqvi
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise ik chehre ke Thahre hu.e maanuus nuquush
dekhte dekhte yak-laKHt badal jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Dhaka se wapsi par
ham ki Thahre ajnabii itnii mudaaraato.n ke baa'd
phir bane.nge aashnaa kitnii mulaaqaato.n ke baa'd
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
fazaa niilii niilii havaa me.n suruur
Thaharte nahii.n aashiyaa.n me.n tuyuur
Allama Iqbal
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
guzarte vaqt kii har mauj Thahar jaa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
safar ke waqt
tum ek saada o barjasta aadmii Thahre
mizaaj-e-vaqt ko tum aaj tak nahii.n samjhe
Jaun Eliya
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
ra.ng-e-ummiid khilegaa ki bikhar jaa.egaa
vaqt parvaaz karegaa ki Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Nazm
heart-attack
dard itnaa thaa ki us se bhii guzarnaa chaahaa
ham ne chaahaa bhii magar dil na Thaharnaa chaahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hitch-hiker
zindagii kii ye gha.Dii TuuTtaa pul ho jaise
ki Thahar bhii na sakuu.n aur guzar bhii na sakuu.n
Ahmad Faraz
Nazm
rang hai dil ka mere
ab jo aa.e ho to Thahro ki ko.ii rang ko.ii rut ko.ii shai
ek jagah par Thahre
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ecstasy
kaa.npte ho.nTo.n pe thii allaah se sirf ik du.aa
kaash ye lamhe Thahar jaa.e.n Thahar jaa.e.n zaraa!
Parveen Shakir
Nazm
patthar
ret se but na banaa ai mire achchhe fankaar
ek lamhe ko Thahar mai.n tujhe patthar laa duu.n