Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aag aur havaa

Translation Available By: Bano Tahira Sayeed

Robert Tallman

Robert Tallman

aag aur havaa

Robert Tallman

MORE BYRobert Tallman

    roko mat āġhāz-e-ātish-ḳhez ko

    chalne do jhoñke havā ke tez tez

    chalne do jhakkaḌ havā ke

    ḳhuub be-tanzīm se

    aag hai ibtidā

    aag anjām hai

    aur havā ke saath saath

    aag le jaatī hai chingāriyāñ

    is taraf se us taraf

    chalne do jhakkaḌ havā ke tund-o-tez

    roko mat aaghaz-e-atish-KHez ko

    chalne do jhonke hawa ke tez tez

    chalne do jhakkaD hawa ke

    KHub be-tanzim se

    aag hi hai ibtida

    aag hi anjam hai

    aur hawa ke sath sath

    aag hi le jati hai chingariyan

    is taraf se us taraf

    chalne do jhakkaD hawa ke tund-o-tez

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now