'aurat
apnī god meñ bahīra-e-rūm rakhne
vaalī 'aurat
tum vāhid chīḳh ho
ḳhāmushī kā vāhid maqām
mil ga.ī hai merī āvāz meñ mirī khaal
aur khaal meñ merī āvāz
merī khiḌkiyoñ ke darmiyān
aur tārīkī ta'ayyun ke baġhair aatī hai
maiñ tumhāre maqām ko dekhtā huuñ aur phir apne aap ko
tum vāhid gā.ikī ho
tum mujhe us vaqt bhī gaatī ho
jab maiñ bilkul chup hotā huuñ
aur tum ho vāhid ḳhāmoshī
apni god mein bahira-e-rum rakhne
wali 'aurat
tum wahid chiKH ho
KHamushi ka wahid maqam
mil gai hai meri aawaz mein meri khaal
aur khaal mein meri aawaz
meri khiDkiyon ke darmiyan
aur tariki ta'ayyun ke baghair aati hai
main tumhaare maqam ko dekhta hun aur phir apne aap ko
tum wahid gaiki ho
tum mujhe us waqt bhi gati ho
jab main bilkul chup hota hun
aur tum ho wahid KHamoshi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.