Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raaste

Muneer Niyazi

raaste

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    Interesting Fact

    Translator : Arsh Sultanpuri

    ye raste

    ye lambe raste

    kis jānib jaate haiñ

    bahut purāne kuchh mahloñ ke andar

    bichhḌe yaar milāte haiñ

    ūñche gahre jañgaloñ ke andar

    sher tarah Darāte haiñ

    phir aise

    ghuum ghumā ke

    phir vāpas le aate haiñ

    ye raste

    ye lambe raste

    kis jaanib jate hain

    bahut purane kuchh mahlon ke andar

    bichhDe yar milate hain

    unche gahre jangalon ke andar

    sher ki tarah Daraate hain

    ya phir aise

    ghum ghuma ke

    phir wapas le aate hain

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now