e'tiraaf
ye kahnā ki mujhe kisī chiiz kā ḳhauf nahīñ
durust nahīñ hogā
mujhe ḳhauf aatā hai bīmārī aur rusvā.ī se
sab kī tarah mere paas apne ḳhvāb haiñ
lekin maiñ ne unheñ chhupānā siikh liyā hai
ḳhud ko bachāne ke liye
takmīl se : har masarrat
taqdīr ke ġhusse ko dā'vat detī hai
ye bahneñ haiñ, vahshī
āḳhir in ke paas
hasad ke sivā dūsrā koī jazba nahīñ
ye kahna ki mujhe kisi chiz ka KHauf nahin
durust nahin hoga
mujhe KHauf aata hai bimari aur ruswai se
sab ki tarah mere pas apne KHwab hain
lekin main ne unhen chhupana sikh liya hai
KHud ko bachane ke liye
takmil se : har masarrat
taqdir ke ghusse ko da'wat deti hai
ye bahnen hain, wahshi
aaKHir in ke pas
hasad ke siwa dusra koi jazba nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.