hai bahr kii maanind vo zaat-e-vahhaab
hai bahr kī mānind vo zāt-e-vahhāb
ye rūh-o-nafas haiñ goyā naqsh-bar-āb
dariyā meñ tamavvuj hai ḳhud apne andar
qatra hai kabhī mauj kabhī hai ye hubāb
hai bahr ki manind wo zat-e-wahhab
ye ruh-o-nafas hain goya naqsh-bar-ab
dariya mein tamawwuj hai KHud apne andar
qatra hai kabhi mauj kabhi hai ye hubab
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.