'ishq
maiñ is baat kā muḳhālif huuñ
ki 'ishq insān ko sab kuchh detā hai
'ishq marātib meñ jang se bhī bad-tar hai
ye sabhī chīzoñ ko tabāh kar detā hai
vatan ko
ḳhānvāde ko
yahāñ tak ki ḳhud insān ko bhī
aur isī liye maiñ barsoñ se
ġharībī meñ jī rahā huuñ
main is baat ka muKHalif hun
ki 'ishq insan ko sab kuchh deta hai
'ishq maraatib mein jang se bhi bad-tar hai
ye sabhi chizon ko tabah kar deta hai
watan ko
KHanwade ko
yahan tak ki KHud insan ko bhi
aur isi liye main barson se
gharibi mein ji raha hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.