mai.n KHudaa kaa dost nahii.n
sirf ek hī vaj.h hai
ki maiñ ḳhudā kā dost nahīñ huuñ
is kī vaj.h duur maazī se juḌī hai
aur vo ye hai ki
chhe logoñ kā hamārā ḳhānvāda
ek chhoTe se kamre meñ rahtā thā
aur ḳhudā jo ki akelā thā
us kā ghar hamāre ghar se bahut baḌā thā
sirf ek hi wajh hai
ki main KHuda ka dost nahin hun
is ki wajh dur mazi se juDi hai
aur wo ye hai ki
chhe logon ka hamara KHanwada
ek chhoTe se kamre mein rahta tha
aur KHuda jo ki akela tha
us ka ghar hamare ghar se bahut baDa tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.