mai.n pa.Dhnaa chaahuu.ngaa
maiñ paḌhnā chāhūñgā
un nazmoñ meñ se ek
jinhoñne mujhe shā'irī kī or rāġhib kiyā
ek misra' bhī yaad nahīñ
yā ye ki unheñ kahāñ talāsh karūñ
Thiik yahī
huā paisoñ
laḌkiyoñ aur der shaam kī bāt-chīt kā
kahāñ haiñ vo nazmeñ
jo mujhe har us chiiz se duur le ga.iiñ
jis se maiñ pyaar kartā thā
yahāñ khaḌā rahne ke liye
nañgā, tumheñ DhūñDhne ke ḳhayāl ke saath
main paDhna chahunga
un nazmon mein se ek
jinhonne mujhe sha'iri ki or raghib kiya
ek misra' bhi yaad nahin
ya ye ki unhen kahan talash karun
Thik yahi
hua paison
laDkiyon aur der sham ki baat-chit ka
kahan hain wo nazmen
jo mujhe har us chiz se dur le gain
jis se main pyar karta tha
yahan khaDa rahne ke liye
nanga, tumhein DhunDhne ke KHayal ke sath
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.