to ham dobaara jiit jaate hai.n
to ham dubāra jiit jaate haiñ
dubāra ham nahīñ aate
hamārī taqrīreñ ḳhāmosh haiñ
hamārī nazreñ jo milī nahīñ
dubāra kho jaatī haiñ
aur aañsū barf kī giraft ko bhuul jaate haiñ
moscow ke qarīb
ek janglī gulāb kī jhāḌī
aur dard ko jāntī hai
jise lāfānī mohabbat kahā jā.egā
to hum dubara jit jate hain
dubara hum nahin aate
hamari taqriren KHamosh hain
hamari nazren jo mili nahin
dubara kho jati hain
aur aansu barf ki giraft ko bhul jate hain
moscow ke qarib
ek jangli gulab ki jhaDi
aur dard ko jaanti hai
jise lafani mohabbat kaha jaega
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.