saamne hai dekh bahr-e-be-karaa.n
kaam tere āye.gā kab tak ye chhoTā sā kuaañ
sāmne hai dekh bahr-e-be-karāñ
chal ke le aate haiñ dhartī ke liye gauhar tujhe
kāmyābī ho sakī hāsil na is meñ gar tujhe
Daal degā ḳhud ye tūfāñ lā ke sāhil par tujhe
aur shahādat par tirī hoñgī ye maujeñ nauha-ḳhvāñ
sāmne hai dekh bahr-e-be-karāñ
kaam tere aayega kab tak ye chhoTa sa kuan
samne hai dekh bahr-e-be-karan
chal ke le aate hain dharti ke liye gauhar tujhe
kaamyabi ho saki hasil na is mein gar tujhe
Dal dega KHud ye tufan la ke sahil par tujhe
aur shahadat par teri hongi ye maujen nauha-KHwan
samne hai dekh bahr-e-be-karan
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.