Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sabab-o-nateeja

Translation Available By: Akash Arsh

Charles Bukowski

Charles Bukowski

sabab-o-nateeja

Charles Bukowski

MORE BYCharles Bukowski

    behtarīn log aksar apne hāthoñ maare jaate haiñ

    sirf ḳhud se farār hāsil karne ke liye

    aur jo pīchhe chhūT jaate haiñ

    kabhī puurī tarah samajh nahīñ paate

    ki koī

    āḳhir kis liye

    farār chāhegā

    ḳhud

    se

    behtarin log aksar apne hathon mare jate hain

    sirf KHud se farar hasil karne ke liye

    aur jo pichhe chhuT jate hain

    kabhi puri tarah samajh nahin pate

    ki koi

    aaKHir kis liye

    farar chahega

    KHud

    se

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now