terah baras
terah baras
aur abhī tak samundar ke fan kī
sannā.ī karne vaalā fankār nahīñ dekhā hai
jagah jagah rāste par jaise rāste kā
tasalsul gavāh hotā hai haqīqat meñ vaisā hī huā
vaisā hī dhā.eñ dhā.eñ umaDtā huā samundar kā sailāb
terah baras
aur ab bhī
maiñ tumhāre chehroñ ke naam nahīñ batā saktā
ki kaun se pahle ke haiñ aur kaun se baa'd ke
terah baras
aur abhi tak samundar ke fan ki
sannai karne wala fankar nahin dekha hai
jagah jagah raste par jaise raste ka
tasalsul gawah hota hai haqiqat mein waisa hi hua
waisa hi dhaen dhaen umaDta hua samundar ka sailab
terah baras
aur ab bhi
main tumhaare chehron ke nam nahin bata sakta
ki kaun se pahle ke hain aur kaun se ba'd ke
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.