Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ulTe-siidhe KHayaal

Muneer Niyazi

ulTe-siidhe KHayaal

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    Interesting Fact

    Translator : Arsh Sultanpuri

    ab jo mile to rok ke pūchhūñ

    dekhā bhī hai kabhī apnā haal

    kahāñ ga.ī vo rañgat terī

    sāñpoñ jaisī chaal

    bāteñ kartī asrārī āñkheñ

    havā se uḌte baal

    kahāñ gayā vo ThāTheñ mārtā

    lahū andhā zor

    sāñsoñ c garm javānī

    le ga.e kaun se chor

    ab jo mile to rok ke puchhun

    dekha bhi hai kabhi apna haal

    kahan gai wo rangat teri

    sanpon jaisi chaal

    baaten karti asrari aankhen

    hawa se uDte baal

    kahan gaya wo ThaThen marta

    lahu ka andha zor

    sanson ki c garm jawani

    le gae kaun se chor

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now