Quotes of Bano Qudsiya
Aurat ke liye umooman mard ki kashish ke teen pahlu hote hain. Be-niyaazi, zahaanat aur fasaahat.

Puraani imaaratein apna aap manwaaye baghair aagey jaane nahi detin.

Ameeron ki zindagi mein hamesha dar, dukh aur bade bade naasoor rehte hain.

मर्द अपनी उलझनों को औरत की एआनत के बगैर नहीं सुलझा सकता क्योंकि रुपये के चाहे दो रुख़ हों, रुपया हमेशा एक होता है, यह जब भी बे-हैसियत होता है तो इसके दोनों रुख़ एक वक़्त में बे-हैसियत हो जाते हैं।