aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
maiñ lauTne ke irāde se jā rahā huuñ magar
safar safar hai mirā intizār mat karnā
intent on returning
a journey is a journey so do not wait for me
main lauTne ke irade se ja raha hun magar
safar safar hai mera intizar mat karna
ahl-e-hunar ke dil meñ dhaḌakte haiñ sab ke dil
saare jahāñ kā dard hamāre jigar meñ hai
ahl-e-hunar ke dil mein dhaDakte hain sab ke dil
sare jahan ka dard hamare jigar mein hai
tere sivā kisī se ta'alluq na thā mujhe
lekin tamām shahr ne rusvā kiyā mujhe
TRANSLATION
No relation I had with anyone, except thee,
Still the entire city had maligned me.
Sagar Akbarabadi
tere siwa kisi se ta'alluq na tha mujhe
lekin tamam shahr ne ruswa kiya mujhe
is qadar mat udaas ho jaise
ye mohabbat kā āḳhirī din hai
is qadar mat udas ho jaise
ye mohabbat ka aaKHiri din hai
'mā'sūm' 'ajab hai hāl-e-chaman har sho'le kā yaañ badlā hai chalan
shāḳhoñ ko jalāyā jaatā hai taa.ir ko satāyā jaatā hai
'ma'sum' 'ajab hai haal-e-chaman har sho'le ka yan badla hai chalan
shaKHon ko jalaya jata hai tair ko sataya jata hai
Jashn-e-Rekhta 11th Edition | 29-30-31 Jan, 2027 Buy Tickets
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books