Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
JaiKrishn Chaudhry Habeeb's Photo'

JaiKrishn Chaudhry Habeeb

1904 | Jabalpur, India

Known for his role in Independence struggle, Urdu academics and literature

Known for his role in Independence struggle, Urdu academics and literature

JaiKrishn Chaudhry Habeeb

Ghazal 70

Nazm 15

Sher-o-Shayari 57

bedād-e-muqaddar se dil merā ulajhtā hai

jab aap nazar mujh par kuchh lutf se karte haiñ

bedad-e-muqaddar se dil mera ulajhta hai

jab aap nazar mujh par kuchh lutf se karte hain

  • Share this

dil TuuT ke āḳhir bantā hai kisī qābil

taḳhrīb ke parde meñ ta.amīr nazar aa.ī

dil TuT ke hi aaKHir banta hai kisi qabil

taKHrib ke parde mein tamir nazar aai

  • Share this

havas ne husn aisī bigāḌ sūrat

'habīb' kaun hai jo us ko aaj pahchāne

hawas ne husn ki aisi bigaD di surat

'habib' kaun hai jo us ko aaj pahchane

  • Share this

insāñ ke dil ḳhair zamīñ āsmāñ ḳhair

har roz gul khilāte haiñ insāñ na.e na.e

insan ke dil ki KHair zamin aasman ki KHair

har roz gul khilate hain insan nae nae

  • Share this

is sīna-e-vīrāñ meñ khilā.e na kabhī phuul

kyoñ baaġh pe itrātī rahī bād-e-sabā hai

is sina-e-viran mein khilae na kabhi phul

kyon bagh pe itraati rahi baad-e-saba hai

  • Share this

Qita 21

BOOKS 1

 

Audios 9

dil ko jo apne bas mein jo na paaun to kya karun

Haseen khwab nahin koi zindagi ki tarah

Jab se nazar se door wo pyare chale gaye

Recitation

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now