Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mohammad Mustahsan Jami's Photo'

Mohammad Mustahsan Jami

1994 | Khushab, Pakistan

Mohammad Mustahsan Jami

Ghazal 72

Sher-o-Shayari 66

ajiib ujrat mohabbatoñ vo de gayā hai

kiyā hai andhe hujūm par āshkār mujh ko

ajib ujrat mohabbaton ki wo de gaya hai

kiya hai andhe hujum par aashkar mujh ko

  • Share this

bahār ban ke hasīñ darīchoñ meñ aane vaalā

chalā gayā hai bharā chaman sogvār kar ke

bahaar ban ke hasin darichon mein aane wala

chala gaya hai bhara chaman sogwar kar ke

  • Share this

ham talvār uThā nahīñ paa.e

ham āvāz uThā sakte the

hum talwar uTha nahin pae

hum aawaz uTha sakte the

jo jaan chhiḌakte the vahī kahte haiñ mujh se

halqa-e-ahbāb meñ shāmil kahāñ thā

jo jaan chhiDakte the wahi kahte hain mujh se

tu halqa-e-ahbab mein shamil hi kahan tha

tire huzūr mirī fikr rasā.ī kyā

tire jamāl manzar ho kyā bayāñ mujh se

tere huzur meri fikr ki rasai kya

tere jamal ka manzar ho kya bayan mujh se

  • Share this

RELATED Artists

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now