Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Waliullah Muhib

- 1792 | Lucknow, India

Waliullah Muhib

Ghazal 48

Sher-o-Shayari 67

ashk-bārī se ġham-o-dard khetī-bāḌī

lahlahī nazar aatī hai harī rahtī hai

ashk-bari se gham-o-dard ki kheti-baDi

lahlahi si nazar aati hai hari rahti hai

dostī chhūTe chhuḌā.e se kisū ke kis tarah

band hotā nahīñ rasta diloñ raah

dosti chhuTe chhuDae se kisu ke kis tarah

band hota hi nahin rasta dilon ki rah ka

  • Share this

ka.aba jaane havas shaiḳh hameñ bhī hai vale

kūcha-e-yār qayāmat hai havā-dār aziiz

kaba jaane ki hawas shaiKH hamein bhi hai wale

kucha-e-yar qayamat hai hawa-dar aziz

  • Share this

ka.abe meñ vahī ḳhud hai vahī dair meñ hai aap

hindū kaho us ko musalmān vahī hai

kabe mein wahi KHud hai wahi dair mein hai aap

hindu kaho ya us ko musalman wahi hai

us ke kūche meñ aa niklūñ huuñ jā.ūñ jis taraf

maiñ to dīvāna huuñ apne is dil-e-gumrāh

us ke kuche hi mein aa niklun hun jaun jis taraf

main to diwana hun apne is dil-e-gumrah ka

  • Share this

BOOKS 1

 

RELATED Artists

More Artists From "Lucknow"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now