Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baĥhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Krishna Mohan's Photo'

Krishna Mohan

1922 - 2004 | Delhi, India

Sher of Krishna Mohan

vo kyā zindagč jis meù joshish nahčù

vo kyā aarzō jis meù kāvish nahčù

wo kya zindagi jis mein joshish nahin

wo kya aarzu jis mein kawish nahin

zindagč ke āḳhirč lamhe ḳhushč se bhar gayā

ek din itnā haùsā vo haùste haùste mar gayā

zindagi ke aaKHiri lamhe KHushi se bhar gaya

ek din itna hansa wo hanste hanste mar gaya

kirshn 'mohan' ye bhč hai kaisā akelā-pan ki log

maut se Darte haiù maiù to zindagč se Dar gayā

kirshn 'mohan' ye bhi hai kaisa akela-pan ki log

maut se Darte hain main to zindagi se Dar gaya

dil ek sadiyoù purānā udaas mandir hai

umiid tarsā huā pyaar dev-dāsč kā

dil ek sadiyon purana udas mandir hai

umid tarsa hua pyar dew-dasi ka

makāù andar se ḳhasta ho gayā hai

aur is meù ek rasta ho gayā hai

makan andar se KHasta ho gaya hai

aur is mein ek rasta ho gaya hai

jab bhč kč tahrčr apnč dāstāù

terÄŤ hÄŤ tasvÄŤr ho kar rah ga.ÄŤ

jab bhi ki tahrir apni dastan

teri hi taswir ho kar rah gai

kareù to kis se kareù zikr-e-ḳhānā-včrānč

ki ham to aag nasheman ko ḳhud lagā aa.e

karen to kis se karen zikr-e-KHana-virani

ki hum to aag nasheman ko KHud laga aae

jab bhč mile vo nā-gahāù jhuum uThe haiù qalb o jaaù

milne meù lutf hai agar milnā ho kaam ke baĥhair

jab bhi mile wo na-gahan jhum uThe hain qalb o jaan

milne mein lutf hai agar milna ho kaam ke baghair

bhaTak ke raah se ham sab ko aazmā aa.e

fareb de ga.e jitne bhč rahnumā aa.e

TRANSLATION

We strayed from the path, and tested everyone,

They only deceived all the leaders that have come.

Sagar Akbarabadi

bhaTak ke rah se hum sab ko aazma aae

fareb de gae jitne bhi rahnuma aae

TRANSLATION

We strayed from the path, and tested everyone,

They only deceived all the leaders that have come.

Sagar Akbarabadi

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now