aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Krishna Mohan's Photo'

Krishna Mohan

1922 - 2004 | Delhi, India

Krishna Mohan

Ghazal 32

Nazm 34

Sher-o-Shayari 9

vo kyā zindagī jis meñ joshish nahīñ

vo kyā aarzū jis meñ kāvish nahīñ

wo kya zindagi jis mein joshish nahin

wo kya aarzu jis mein kawish nahin

zindagī ke āḳhirī lamhe ḳhushī se bhar gayā

ek din itnā hañsā vo hañste hañste mar gayā

zindagi ke aaKHiri lamhe KHushi se bhar gaya

ek din itna hansa wo hanste hanste mar gaya

dil ek sadiyoñ purānā udaas mandir hai

umiid tarsā huā pyaar dev-dāsī

dil ek sadiyon purana udas mandir hai

umid tarsa hua pyar dew-dasi ka

  • Share this

kirshn 'mohan' ye bhī hai kaisā akelā-pan ki log

maut se Darte haiñ maiñ to zindagī se Dar gayā

kirshn 'mohan' ye bhi hai kaisa akela-pan ki log

maut se Darte hain main to zindagi se Dar gaya

makāñ andar se ḳhasta ho gayā hai

aur is meñ ek rasta ho gayā hai

makan andar se KHasta ho gaya hai

aur is mein ek rasta ho gaya hai

BOOKS 33

Image Shayari 1

 

Audios 4

bhaTak ke raah se ham sab ko aazmaa aa.e

dil kii rakhnaa dekh bhaal ai dil-bar-e-ra.ngii.n-jamaal

naala-e-sub.h ke baGair giriya-e-shaam ke baGair

Recitation

More Authors From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now