Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mohsin Bhopali's Photo'

Mohsin Bhopali

1932 - 2007 | Karachi, Pakistan

Mohsin Bhopali

Ghazal 34

Nazm 4

 

Sher-o-Shayari 28

badan ko rauñdne vaalo zamīr zinda hai

jo haq pūchh rahe ho to haq adā na huā

badan ko raundne walo zamir zinda hai

jo haq ki puchh rahe ho to haq ada na hua

  • Share this

ek muddat rifāqat ho kuchh to in.aam

jaate jaate koī ilzām lagāte jaao

ek muddat ki rifaqat ka ho kuchh to inam

jate jate koi ilzam lagate jao

jaane vaale sab aa chuke 'mohsin'

aane vaalā abhī nahīñ aayā

jaane wale sab aa chuke 'mohsin'

aane wala abhi nahin aaya

  • Share this

koī sūrat nahīñ ḳharābī

kis ḳharābe meñ bas rahā hai jism

koi surat nahin KHarabi ki

kis KHarabe mein bas raha hai jism

  • Share this

'mohsin' apnā.iyat fazā bhī to ho

sirf dīvār-o-dar ko makāñ mat samajh

'mohsin' apnaiyat ki faza bhi to ho

sirf diwar-o-dar ko makan mat samajh

  • Share this

BOOKS 14

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Mohsin Bhopali

Mohsin Bhopali

Mohsin Bhopali

be-sabab log badalte nahii.n maskan apnaa

Mohsin Bhopali

taa-der ham ba-diida-e-tar dekhte rahe

Mohsin Bhopali

ye mere chaaro.n taraf kis liye ujaalaa hai

Mohsin Bhopali

Audios 10

apnaa aap tamaashaa kar ke dekhuu.ngaa

be-KHabar saa thaa magar sab kii KHabar rakhtaa thaa

bichha.D ke tujh se mayassar hu.e visaal ke din

Recitation

More Authors From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now