Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Shaikh Zahuruddin Hatim

1699 - 1783 | Delhi, India

Shaikh Zahuruddin Hatim

Ghazal 106

Sher-o-Shayari 233

gulshan-e-dahr meñ sau rañg haiñ 'hātim' us ke

vo kahīñ gul hai kahīñ hai kahīñ buuTā hai

gulshan-e-dahr mein sau rang hain 'hatim' us ke

wo kahin gul hai kahin bu hai kahin buTa hai

  • Share this

maiñ us chashm se aisā girā huuñ

mire rone pe hañstā hai mirā dil

main us ki chashm se aisa gira hun

mere rone pe hansta hai mera dil

nahīñ hai shikva agar vo nazar nahīñ aatā

kisū ne dekhī nahīñ apnī jaan sūrat

nahin hai shikwa agar wo nazar nahin aata

kisu ne dekhi nahin apni jaan ki surat

qayāmat tak judā hove na yā-rab

junūñ ke dast se merā garebāñ

qayamat tak juda howe na ya-rab

junun ke dast se mera gareban

  • Share this

raat din jaarī haiñ kuchh paidā nahīñ in kanār

mere chashmoñ do-ābā majma-ul-bahrain hai

raat din jari hain kuchh paida nahin in ka kanar

mere chashmon ka do-aba majma-ul-bahrain hai

Masnavi 1

 

BOOKS 9

 

Audios 6

aab-e-hayaat jaa ke kisuu ne piyaa to kyaa

ishq me.n paas-e-jaa.n nahii.n hai durust

ishq nahii.n ko.ii naha.ng hai yaaro

Recitation

More Authors From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now